Monday, 15 August 2016

Shaan E Mustafa ﷺ

⭐Assalamu alaikum⭐ 🌺Na kaliyaa hi khilti na gul muskurate 🍀MOHMMEDصلی الله علیه وسلم na hote to kuch bhi na hota 🌺Agr bagh e hasti kamaali na hota 🍀Zameen aasman chand taare na hote 🌺Barsti na rehmat ki ye rim jhim phuware 🍀 na ALLAHU AKBAR ki aati sadaye 🌺Kbhi khatm hota na daur e jahalt 🍀Badlti na hargiz zamane ki halat 🌺Na kaabe me hoti azaane Bilali 🍀Buto se kbhi kaaba hota na khali 🌺Tufaile MOHMMEDصلی الله علیہ و سلم ye diniya bani hai 🍀Inhi k qadam se ye dharti saji hai 🌺Na aaghaz hota na anjaam hota 🍀Na quran ka jaari farman hota 🌺Nisha tk bhi duniya ka bakhi na hota 🍀MOHMMED صلی الله علیه وسلمna hote to kuch bhi na hota 💓صلی الله تعالیٰ علیہ وسلم💓

No comments:

Post a Comment